Crypto Currency/Coin Trader Best Knowledge-100% Profit-Coinswitch/WazirX
241 subscribers
155 photos
60 links
You will Get more Profit and More profit
Download Telegram
Agar apko jankar knowledge nahi chahiye thik hai abhi se mai kisiko b kuch b jankari nahi dungi..mai bas 2 month bad apko screen short pace karungi meri sari conis ki
Aaj se jankari dena band...jisko group left karni hai karlo..koi b jankari nahi dungi from now
Good bye all...mere pas time nahi hai kisiko adivice dene ke liye...ek to free hoke akar deti hu...mere pas aur time nahi..sab buy karte time down time dekh kar soch samjh ke buy karna.. buying price achai hona chahiye yad rakhana humesa...ok bye and tak care all investors
Channel name was changed to ยซGood Channelยป
Last line isko jake sab. Cheak karo apne mobile pe..theta network pump horahi hai ki nahi..isko mai kaise eidt karpau?๐Ÿ˜€๐Ÿ˜€๐Ÿ˜€
Now I don't give any knowledge to investors,bye
Ok kuch users ke liye mai back karungi.... importance time or uodate diya karungi..aur koi users ko kuch janne ki jarurat nahi bo yaha se left karsakte ho...agar mere adive se kisiko profit mile to mujhe bahot khusi hogi....aur mai invest kiya hu 3 years ke liye...bahot dino tak hold karke rakhni wali hu...
Ab sab happy ho to?..mai crypto mai jabtak hu sabko Profit karwane ki ache achr batae bataungi..aur jo happy nahi pahele se left hojao group se...mujhe aur jayeda member nahi chahiye...yese b free ka advice derahi hu..apko advice dekar meri koi b profit nahi hai...mujhe bas app logo ki profit dekhar khusi hogi...
Present time Qkc,Enj,chiz,storej,file inme se kisiko b buy karsakte ho..becoz inka abhi down time chal rahi hai..buing price achi rahegi....aur 1 week ke bad iye up hone lagegi..to abhi buy karne par apko bad me profit hone wali hai after 1, 2 week me
Sabhi logo ke liye good news..abhi market down pe agaya hai jo b coin buy karna chahoge..bo abhi buy karlo
Mai abhi abhi storej aur Qkc jo buy kar liye total rs-2245 rupia me
Jo log sushi,bnb,file coin,xem buy karna chahte ho bo log buy karsakte ho
Chiz b buy karsakte ho...chiz bahot down pe agaya hai..32 price par hai
Humesa down hone ki itnejar karo aur down honepar koi b coin buy karlo.usse apka buing price achi rahega humesa....