Mai abhi abhi storej aur Qkc jo buy kar liye total rs-2245 rupia me
Jo log sushi,bnb,file coin,xem buy karna chahte ho bo log buy karsakte ho
Chiz b buy karsakte ho...chiz bahot down pe agaya hai..32 price par hai
Humesa down hone ki itnejar karo aur down honepar koi b coin buy karlo.usse apka buing price achi rahega humesa....
MTL bahot down pe hai abhi 333 per price hai.isko abhi buy karsakte ho..mai 500 ka abhi isko lerahi hu buy karke
Mai 4 April kuch new ache ache coin analysis kiy thi....unsab screen short bhej rahi hu agar usme se koi buy karna chahte ho to lesakte ho
8 new coins hai mere list ka abhitak nahi kiye inko leni wali hu mere pas kuch pesa hojayegi tab...iske upor analysis kiy thi.iye b achi coins hai.. lesakte ho
Aaj SNT ,NEM Buy karsakte Ho
Enj pum mar raha hai,kon kon enj buy kiya tha?
Storej b pump marsakta hai
Kiska kiska loss recovery hogaya?Aur kon kon loss me ho?aur kon kon Profit me ho? Comment fast,jo loss me ho unka recovery ka planing denge