Crypto Currency/Coin Trader Best Knowledge-100% Profit-Coinswitch/WazirX
241 subscribers
155 photos
60 links
You will Get more Profit and More profit
Download Telegram
Upor jo screen short dia hai kitna pesa me kitna coins hosakti hai..abhi buying price kya hai..aur mai kitne buying price me liy thi...profit kitna hoti hai..calculate karke dekho uske bad batao..ki edit hua hai ki real hai?
No more update from now...chalo good bye all.....apne dimag se coin buy kiya karo...yeab sikhne ke liye mujhe Eksal lagi thi
Suno sab request kar rahe ho ki update dene ke liye.mere update se kiska kiska bhala hua hai..thoda comments batao..agar jayeda logo ki bhala hua hai to..group chalu rakhungi nahi..to aur koi update nahi dungi..m
Chalo...thik hai....jhut to bol rahe ho pata hai..group chalu kar rahi hu...agar kisika b nuksan hua hogi.usko recovery karne ki formula batadungi..aur dekho yaha pe batemiz logo ko invite kiya mat karna....
Ab tum log batao group ka name kya rakhu... suggest karo
Abhi batao kon konsi coin me kitna percentage loss ho..aur uska buying price kya tha......
Jo abhi buy karna chahte ho...tron,Qkc,metal, ripple,xem,theta fuel,bnb,theta Network ...isime se koi b buy karlo
Ek questions hai sabke liye... crypto me jayda profit kab milti hai..short term me yafir long term me?mai correct answer dungi 15 mint ke bad me..
Long term me hi sabse jayeda profit hoti hai...koi b coin uski pura pas history dekh lo pichle mahinae kya price thi,pichele sal kya price thi...aur ab kitna price hai...koi b coins ko long term hold karoge to bahot jayeda short term balo se profit paoge...
Snt-status achi coin hai...buy karna chahoge to buy karsakte ho.tron 3,4 din ke andar upor jayega...14 cross karega
Vchain jo jo buy kiya tha unka recovery mil gayi hai to?
Vchain ne agg laga diy kon kon kal vchain ko buy kiya tha?
Kal bnb,metal,ripple,tron,zil,digybyte,theta network,xem,Snt, jo jo mere kahene par buy kiya tha iye coins unko thoda profit aaj mili hogi...liye ho to iye coins kal koi?